mrhitu
December 14th, 2006, 04:23 PM
kabhi yaad na karenge tumhe,
ye kasam khate hai hum,
yaad mitake khud mit jayenge,
ye kasam khate hai hum.
***********************************
Tum na aaye hote zindagi main,
bahar na aati zindagi main,
kaash accha hota zindagi main,
patazad na aati zindagi main.
*******************************
koyi kab aaya zindagi main khabar nahi,
who rahenge zindagi main, fir bhi unhe khabar nahi.
*****************************
zindagi ki mod badal na jaaye kahi chahat ke liye,
soch ke ye hamane chahat ko mitaya zindagi ke liye.
******************************
dekha karu tasavir unaki jo hatho main hai,
unhe dekhane ki zarurat kya hai jo aankho main hai.
********************************
kabhi thi nafarat unase ,
ye bhulana chahate the hum,
aaj unase hai pyar,
ye bhulana chahate hai hum.