PDA

View Full Version : Hum Tum


nishar
July 4th, 2007, 10:18 AM
HUM TUM

Kehna Tum se Hai,Tum Apna Khayal Rakhna,
Pooch Lena Mujhe,Naa Mere Liye
Dil mein Koi Sawaal Rakhna,
***********************************
Main Yeh Nahi Kehta Ke Sab Kuch Yaad Rakhna,
Jab Hum Mile Thay Bas Yaad Wo Din,
Wo Ghadi Aur Wo Saal Rakhna,
***********************************
Naa Sochna Kabhi Ke Badal Jayenge Hum,
Hum Khawab Nahi Jo App Ki
Aankhon Se Nikal Jaayenge,
***********************************
Agar Yakeen Naa Ho To
Mujh Se Meri Zindagi Maang Lo,
Bichha Dena Pyar Ki Baahein,.
Hans Kar Mar Jaayenge Hum,
^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^

umangshah
August 29th, 2007, 08:15 PM
i m sorry agar maine aap ka DIL dukhaya... par aap bhi ye jaan lo ki HUM bhi aap ko yaad karte hai aap ke intezaar ke saath. TUM kabhi to milogi kabhi to dantogi ye khayal ke saath.