PDA

View Full Version : Dil Dhadak Shayaries


mohini
November 14th, 2006, 05:18 PM
Originally Posted by mohini
Hey Friends,
See this good Shayaries.
:)
1)
Khamosh palako se beh kar jab aansu ate hai,
Aap kya jane kitne aap yad ate hai,
Aaj bhi us mod pe khade hain,
Jaha aapne kaha tha thahero hum abhi aate hai.

2)
Kash aap se pyaar na hota ;
Kash yeh dil pagal na hota ;
Aaj jo aap ne kaha hai ,
Kal us dard ka ehsaas to na hota .

3)
Khuda na kare aapko koi gam mile...
khushiya aur hasi har dam mile...
Gum jab bhi chale aapki aur..
khuda kare raste me use pahele hm mile.

4)
Wo to diwani thi muje tanha chhod gayi,
Khud na ruk saki to apna saya chod gayi,
Dukh nahi per gum is baat ka hai,
Ankho se karke wada bato se tod gayi..